Thursday, 21 December 2017

Saudi Arabia expat levy fees going increase next year


Saudi arab government going to increase levy fees 300 and 400 by next year 2018. Which company exceed expat workers more then 50% of saudi they will pay 400/sr in next year.

If company have more then 50% of saudi worker's they will pay 300/sr in next year. After every year this amount will be increase 500 - 600 next 700 - 800 sr upto 2020.



No income tax

Saudi finance minister Muhammed Al-Jadaan told fees do not apply to domestic HELPER, such as driver and cleaners, but only to expats working commercial entities.
Source: Arabnews

Wednesday, 20 December 2017

Saudi Arabia new electricity tariff from first January 2018

 

Saudi Arabia new electricity tariff from first January 2018

Saudi arabia going to increased electricity tariff from 01/01/2018. The council of Ministers has approved energy prices in the kingdom including changes to electricity tariff.
The electricity and generation regulatory authority announced on Tuesday.


The Saudi government put a tax on foreign employees that thousands of foreigners were forced to leave the country.

Saudi hukoomat ne ghair mulki mulazmeen par aik aisa tax laga diya ke hazaron ghair mulki malik hi chorney par majboor ho gaye.


Saudi hukoomat neh ghair mulki mulazmeen par aik aisa tax laga diya ke hazaron ghair mulki malik hi chorney par majaboor ho gaye

Riaz ( monitoring disk ) Saudi arab mein ghair mulkion ke ahl-e-khana par lagnay walay mahana tax neh un ke liye mumlikat mein qiyam aisa mushkil bana diya hai ke barri tadaad Saudi arab ko chore kar jaaane par majaboor ho gayi hai. Saudi guzzet ke mutabiq Saudi general atharti far starts neh haal hi mein aik report shaya ki hai jis ke mutabiq saal rawan ki doosri sah mahi ke ekhtataam taq 62 hazaar ghair mulki Saudi arab ko chore kar ja chuke hain.

Is fees ka nifaz rawan saal July se kya gaya tha. ibtidayi tor par ghair mulkion ke ahal khanah par 100 rial fi kis mahana fees aed ki gayi hai. aglay saal yeh fees 200 rial mahana, 2019 mein 300 rial mahana aur 2020 mein 400 rial mahana ho jaye gi .

Saudi hukoomat ny 2030 taq ghair mulkion ki tadaad mein numaya kami kar ke un ki jagah Saudi shehrion ko mulazmat dainay ka hadaf muqarrar kar rakha hai. is hikmat e amli ke tehat 2020 taq Saudi shehrion ki berozgari ki sharah 9 feesad se kam jabkay 2030 taq usay 7 feesad taq laya jaye ga. hakkaam ka kehna hai ke is waqt ghair mulkion ke paas mojood 12 laakh se zayed mulaazmaten 2020 taq Saudi shehrion ke hawalay kar di jayen gi .

Scouse: Daily Pakistan